Friday, August 31, 2018

Tanhai Mere Dil

Tanhai Mere Dil Mein Samati Chali Gayi;

Kismat Bhi Apna Khel Dikhati Chali Gayi;


Mehki Fiza K Khushboo Mein Jo Dekha Pyaar Ko;


Bas Yaad Kisi Ki Aayi Aur Rulati Chali Gayi!



love shayari
loveshyrii.blogspot.com
Click here for more romantic Shayari on love--

Love Shayari:-Roothi jo zindagi to mana lege hum

Love-shayari-tujhe-bhule-magar-teri.


ISHQ KYA HAI..

Tanhaiyon Mein Muskurana Ishq Hai;

Kisi Baat Ko Sab Se Chupana Ishq Hai;


Yun To Neend Nahi Aati Humein Raat-Raat Bhar;


Magar Sote-Sote Jagna Aur Phir Jaagte-Jaagte Sona Hi Ishq Hai..


love shayari
loveshyrii.blogspot.com
Click here for more Romantic Shayari on love-

love-shayari-tujhe-bhule-magar-teri

Tere-bina-tutkar-bikhar-jayenge-tum-mil.


Tujhe Bhule Mgar

Tujhe Bhule Magar Teri Yaadon Ko Na Bhula Paaye;

Saare Sansar Ko Jeet Liya Bas Ek Tujhse Na Jeet Paaye;


Teri Yaadon Mein Aise Kho Gaye Ki Kisi Ko Yaad Na Kar Paaye;


Tumne Mujhe Is Kadar Tanha Kar Diya Ki;


Ab Tak Kisi Aur Ke Na Ho Paaye!!!!!!!


love shayari
loveshyrii.blogspot.com

Click here for more romantic shayari on love:


Thursday, August 30, 2018

DIL ME JO..

Romantic love shayari:

Duniya Hai Patthar Ki Jazbaat Nahi Samajhti;

Dil Mein Jo Chhupi Hai Woh Baat Nahi Samajhti;


Chaand Tanha Hai Taaro Ki Baraat Mein;


Dard Magar Chand Ke Zalim Raat Nahi Samajhti!

love shayari
loveshyrii.blogspot.com
click here for more sad love shayari--

sad love shayari, rul dene wali shayarigum shayari, dard bhari shayari

Wednesday, August 29, 2018

Maine Dua Me.

Maine Dua Mein Tujhe Manga Hai,

Magar Wafa Se Manga Hai..!!


Kabhi Sajde Mein Jakar Pucho Apne Rab Se,


Ki Maine Kis Kis Ada Se Tumhe Manga Hai..!!


love shayari
loveshyrii.blogspot.com
Click here for more Shayari--

sad Shayari that make you feel love

meri dua me tu hi hai

Tuesday, August 28, 2018

Ghar se bahr.

घर से बाहर कोलेज जाने के लिए वो नकाब मे निकली,

सारी गली उनके पीछे निकली,


इनकार करते थे वो हमारी मोहबत से,


और हमारी ही तसवीर उनकी किताब से निकली

sad love shayari
Love shayari

Click here for more love shayari-

woh-inkar-karte-hain-ikrar-ke-liye

woh-zindgi-hi-kya-jisme-mohabbat-nhi-wo

Friday, August 24, 2018

Yaadon Ki Dhund

Whatever the reasons, love, life or friends, sometimes we feel very sad. Our emotions want to come out of our heart. In such a situation, reading sad poetry makes your heart unburdened. Therefore, to share your sadness, we have the finest collection of sad Shayari, sad SMS and sad WhatsApp status in Hindi and English script.

TRUE LOVE SHAYRI!!!💘💘💘💝💝

Yaadon Ki Dhund Me Aapki Parchai Si Lagti Hai,

Kaanon Me Gunjti Shahnai Si Lagti Hai,


Aap Karib Ho To Apnapan Hai,


Warna Seene Me Saanse Bhi Parai Si Lagti Hai.



love shayari
loveshyrii.blogspot.com
Read more Shayari-  

Click to watch sad Shayri😢😢😢😢😢😢😢😢

If you like my post then share it and comment your valuable comment in the comment section given below.

Dil-O-Jaan H Tu

Meri Jaan, Meri Jahaan , Mera Samaan Hai Tu: Meri Jaan, Meri Jahaan , Mera Samaan Hai Tu.. Mere Dil Me Basti Ek Khwaish Hai Tu... ...